Seo Friendly Website Kaise Banaye-Blogger Design Tips

Dosto jisko Blogger banne ka sauk hai aur jo first se hi Blogging me career banana chahte hai uske liye main ajka post Seo Freindly Website Kaise Banaye likh raha hu.Jiska sapna success hone ka hai un sabke liye main Blogger Design Tips lekar aya hu.Ap is article ko last tak padhna .End me main apko ek aisa tricks dunga jo ki kisi ne bhi apko nahi diya hoga.

Main is post me SEO ke bare aur website banane ka tarika me introduce karwaunga ki Seo ka kya matlab hai.Aur yeh kitna IMPORTANT hai har blogger ke liye.Yadi aapne isko achhe se nahi samjha aur us hisab se nahi chale to apka career khatam samajhna is line me.

Aj main successful hu aur main chahta hu ki ap sab Success ho sako woh bhi jald se jald.Kyoki mujhe is line me chalne me bahut paresani ayi.And main nahi chahta ki apko bhi meri hi tarah paresaniyo ka samna karna pade.Apni site banana bahut hai aasan.

Maine sabse pahle SEO ko utna important nahi diya tha jis karan mera website pahle down hi chalta hai. Google search engine me mera ek bhi post FIRST RANK pe show nahi hota tha.Kya batau friend main itna tns me pad chuka tha kya kahu.Mere chahre ke samne jano mera sapna tut ta hua najar ata tha.

Maine INTERNET par pata nahi kitna kitna post padha is bare me taki mere website ke articles search me show kare aur mujhe achha rank mile.Traffic achhi mile.Jaha jaha is topic me post mila woh sab kuch maine kiya.Fir bhi koi fayda nahi mila.

Sach batau to dost maine Blogging karna hi chhod diya tha kuch months ke liye.Lekin mere sath achanak ek din ek ghatna hua.Ap sab ise padhna apko bahut kuch sikh milega.





Seo Freindly Website Banane Ke Tarike


Apko to main uper bata chuka hu ki main kya kuch nahi kiya mere Pyar Me India website ko success karne ke liye.Mera ek friend hai jo ki mujhse bahut dur rahta hai.Uska bhi meri hi tarah blog hai.Adsense ke ads use karke monthly bahut paisa income karta tha.

Aur uska har ek post means jab kabhi bhi woh new article likhta to sare search engine jaise ki google,bing,yahoo,yandex me uska wo hi post pahle ata hai.Iska raaz kya tha maine is bare me mere dost ko puchha.

Pahle to usne mujhse baat ko chhupaya.Fir request karne ke bad usne mujhe jo baat kaha us din ke bad se lekar ajtak main usko follow kar raha hu.


👉Yadi ap mere website ke purane reader ho to apko maloom hoga ki ab mera har post search results me pahla ata hai.woh new ho ya old.isse ab mujhe koi farak nahi padta.Yadi ap new reader ho to ap check kar sakte ho mere post ke kisi bhi TITLE ko searching me rakho dekhna woh FIRST SHOW hoga.👈

Lekin ab apke man me yeh sawal uth raha hoga ki maine kaise yeh sab kiya??👈👈

Sawal ka jawab dena mera kaam hai.Aur main dunga taki ap bhi meri tarah jaldi FAMOUS ho sako.Aur apka jo sapna hai is line me use pura kar sako.

Kahte hai insan chahe to kya kuch nahi kar sakta.Bs insaan ke andar DHIRAJ honi chahiye jo ki sabse jyada importance hai.Agar aapme yeh chij nahi hai to chhod do blogging karna.👈



Seo Frendly Blog Banane Ka Raaz

Niche main jo batein apse share karunga yeh sari batein BLOGGER user ke liye hai.Jo Wordpress Use karte hai woh mere is post ko ignore karna.

Sabse pahle maine jo kaha ek perfect website banane ke important hai Seo. Blog ko seo karna.Best template use karna.Aur search engine me apne site ko submit karna.And last me Search engine optimization ,Seo frendly post  likhna.

👉Sabse pahle ap ek website banaye blogger me.Then is site ko sare search engine me submit kare.Uske bad ab Apka 2 kaam hai .

1- SEO READY TEMPLATE . 2- SEO READY POST

YEH do chije apke liye sabse jyada maine rakhta hai.Yeh dono hi apko sabse age le jayega. But ab man me baat ati hai template ka choose kaise kare taki wo apko frst le ja sake?.

Main sabko kahunga ki kisi bhi template ko use karne se pahle use jach lo.Kyoki yehi woh chij hai jise apko website me rakhna hai aur bar bar change nahi karna hai.

Yadi ap mujhse puchhe ki meri successful ka raaz kya hai to apko kahunga ki woh hai Mera Template. 





Jo maine kharida hua hai .Iska price 25$ hai.Jab se maine isko use karna👉👉Strt kiya tab se mujhe kuch bhi chij ka tainsion nahi raha .Bs mujhe ab Seo ready post likhna hota hai aur kuch nahi.

Mera har post result me first aane ka karan sirf aur sirf mera TEMPLATE hi hai .

Isliye sabko kahta hu choice karo,Use use karo,Lekin pahle check karo.

Aur ha ek baat khash kabhi bhi FREE VIRSION TEMPLATE use nahi karna.Nahi to khatra bad me apko hi hoga.

Iske bare me mujhe pahle knowledge nahi thi but kuch month ke bad mujhe ahesas hua ki sirf yehi ek karan hai jiske chalte mujhe achhi traffic nahi mil paa raha hai.Aur ek bat free theme use karne ka khtra bhi hai bhaiyo.Isme ENCRYPT SCRIPT AND FOOTER CREDIT hote hai jisko ap remove nahi kar sake.Satho sath apka website kabhi bhi HACK ho sakta hai.But yeh garantee nahi hai lekin HO SAKTA HAI.


Free Me Website Kaise Banaye Hindi Me

Apko main 2 important bat bata diya upar jo sabse importance hai ek seo post and seo blog.Aj ka mara tip hai 👉Agar kisi ko meri tarah WEBSITE banana ho to mujhse Directly SAMPARK kare.👈

Main apko Meri hi tarah website banakar dunga.Seo fact ko kar dunga.Website submission bhi kar dunga.Ek bar agar aapne is template ka use kar liya to koi chinta nahi rahega future me kisi bhi baat ki.Apko achhi orriganic trafic milegi.FIRST show honge apke har post.SECURITY etc.

📋So agar kisi ko bhi mujhse help ki jarurat hai to ap ek kaam karna.Mere website ke ekdum niche footer me chale jaye.Jaha apko mere Fb Page mil jayega.Waha par mera personal NUMBER↪Bhi hoga.Ap us number ko save kar lena.Aur mujhe WHATSAPP par msg kar dena.Apki help main sure karunga its my garantee.

Apko meri is post se kya new jankari mili?.Yadi ha hai to ise social site aur apne friends se share kar dena.Taki sabko sahayta mile.Thank you.

Post a Comment

Previous Post Next Post