Jab ladka aur ladki shadi ke liye ekdusre ko pasand karte hai to kuch din batchit hone ke baad Sagai karwana hota hai dono ka. Taki dono ko ekduje ko samajhne ke liye time mil sake. Sath me boy and girl dono hi apne apne bare me bata sake. Aur yeh waqt bahut kimti hote hai .Ek safed dor ki tarah. Jaha kuch bhi ulta galat kahna relationship ko tod bhi sakta hai. To isi ko dhyan me rakhte huye ajka post Sagai Aur Shadi Ke Bich In Baaton Ka Rakhe Khyal me un sare tip bataunga jise follow dono ko hi karna hoga.
Is samay me care bahut karna padta hai. Kyuki ek galti se bhi sab khatam ho sakta hai. Mana ki kuch chhupana nhi chahiye magar kuch bhi false kahna bhi nahi chahiye.
Aur kai sach jise sunne me kadwa lage. Dil tute. Use bhi nahi kahna chahiye . engagement ho jane ke baad ladka aur ladki dono ki milna chahiye. Aur satho sath sayyam dhiraj bhi rakhna chahiye.
Dono ko samajhna chahiye. Janne bujhne ka pura samay milta hai. Uska upyog karna chahiye .lekin ha faltu ki batein karke IMAGE ko kharab hargiz mat karna.
1:- Fizul kharche nhi
Milne wale in kimti samay ko samajhdari ke sath bitana chahiye. Yaha tak ki faltu fizul ki kharcha na hi kare to achha hoga. Ha agar kisi ko kuch chahiye aur woh mang raha ho to use kharidke DENA bhi jimmedari hota hai.
2:- Believe
In time me partner ki biswas ko jeetna hoga.bharosa jitna bahut aasan hai. Pahle use trust dilana hoga ki ap khud trust ke layak ho. So yehi bat jab uske dimag pe jayegi tab biswas Automatically karne lagenge. Isko jeetne ke liye jo woh nhi chahta woh kaam mat karna.
3:- Age ki planning
Rishtey me refresh jaruri hota hai. Chaho to dono akele me is pal ko bita sakte ho. Aur future me kya karne ki planning hai sab ko lekar discuss kar sakte ho. Family ke bare me etc. Dono milkar ghum sakte ho. Par ha aisa kuch bhi galat kadam mat uthana jisse age jakar SHARMINDA hona pade ok..
4:- Kya ap Perfect ho?.
Marriage karna to har kisi ki sapna hota hai. Aur ise pura bhi karna chahta hai. Magar iske samae hote hai. Usi tarah engagement ke bad ekbar khud se bhi puchhna ki " KYA MAIN SHADI KE LIYE PERFECT HU?". Yadi is sawal ka jawab me kuch bhi kami mile to use pura karna sabse pahle.
Yeh jarur soch lena ki ab ap kuch hi mahino bad 2 ho jaoge. So single jab the tab jaisa ka waisa chaltha tha .Mgr ab se ek aur insaan sath rahenge .uski jimmedari ko bhi nibhana padega. Humsafar khush rah sake future me so abhi se hi iske bare me planning kar lena. Taki age jakar problem na ho.
5:- Vichar milna, rishto ki izzat karna
Dekhiye sabka najariya alag alag hota hai. Sabki soch alag hote hai. But ab aisa nhi chalne wala. Dono ka vichar milna chahiye. Iske liye unki hobby, batein aur apse kya kya chahte hai uske uper focus karna . Dekhna yuhi uske dimag ko turant padh loge. Aur ek baat rishto ki kadar karna bhi sikh jana.
6:- Girlfriend Boyfriend se kai alag hai pati patni ka rishta
Yadi ap abhi bhi yehi soch rahe ho ki jo gf bf karte hai. Wohi pati patni me karna hota hai? To ap galat ho. Husnand wife ke relationship najuk dor se bandhe hote hai.isme kuch Zimmedari aisi hai jise koi bhi andekha nahi kar sakte. Kyuki sadi ke bad har kaam milkar hi karna chahiye. Aur ek dusre ko har batein share karna bhi chahiye.
7:- Paise ki ahmiyat
Dekho bhaiyo aur baheno. Gf bf ke sambandh me kya hota tha ki SHOPPING karte the, yeh woh kharidte the. Ghumte the, khub masti karte the. Jis karan paisa bhi barbad hota tha. But yaha par iska opposite hokar sochna hoga.
Hum aisa nhi kahte hai ki ghumna nhi, yeh nhi kharidna. Sab kar sakte ho. But age ki life ko enjoy ke sath jine ke liye paisa chahiye. So ise bachakar chalna. Aur bhabisya me ane wale kharche ke liye bhi ready rahna.
8:- Importantbaat mat chhupana
Married hone ke liye taiyar hona yeh bahut bada faishla hai. So soch samajhkar hi kadam uthana . Aisa to kabhi mat karna ki USKO MRG KE LIYE HA KAR DIYA LEKIN SIDE ME AP KISI SE PYAR BHI KARTE HO.
Isliye jaldbazi me iska faishla lene se pahle focus karna jo maine kaha hai.
9:- Kuch bhi badhakar mat bolna
Jise bhi ap lifepartner ke liye pasand kiye ho. Usko ho sake utna sach hi batana. Impress karne ke liye, happy dekhne ke liye kuch bhi badha chadhakar bologe to iska anjam bhi thik nahi hoga.
Jaise sellery ke bare me, money ke bare me, career ko lekar jhooth. Aisa kuch bhi mat kahna. Yaad rakhna jisko bhi false bol rahe ho woh kuch hi din baad aap hi ke ghar ayenge. To tab dhire dhire sab pata hi chal jayega. Lekin iske baad anjaam thik nahi hoga.
10:- Bahut kareeb mat hona aur na hi aane dena
Aise waqt me khub man karta hai ki abhi milne jau. Kahi ghumne jau ek sath. Filme dekhu. Aise bahut kuch. Itne kareeb aa jate hai ki yeh silsila kabhi kabar bed par bhi chla jata hai. Aur jo mrg ke bad hona chahiye woh abhi ho jata hai.
Par ha savdhan rahna. Satark rahna. Duriya banakar rakhna. Apni bhan mat bhul jana.
11:- Sandeh, ruthna, gussa karna yeh sab abhi nhi
Ho sakta hai isi bich dono me se kisi ne bhul ki ho. To mafi turant mang le. Aur samne wala maaf bhi kar de. Yu isi bat ko lekar ruthna aur gussa karna to bilkul jayas nhi hai.
Abhi se hi agar aise karoge to humsafar ko apke sath puri zindagi bitane me taqlif hogi. Isse impression bhi kharab padega uske samne.
So friends .Ummid karte hai apko hamari yeh article pasand ayi hogi. To isko please jyada se jyada share karna. Taki sabko help mil sake. Dimag me koi bhi ques ho to mujhse yaha Comment karke jarur puchhna. Ok bye . Thank you.

Sagai Se Lekar Shadi Ke Kin Kin Baaton Ka Dhyan(khyal) Rakhna Chahiye

Engagement Ke Baad Kya Kare Aur Kya Na Kare

Tips For Happy Married Life
8:- Importantbaat mat chhupana
Married hone ke liye taiyar hona yeh bahut bada faishla hai. So soch samajhkar hi kadam uthana . Aisa to kabhi mat karna ki USKO MRG KE LIYE HA KAR DIYA LEKIN SIDE ME AP KISI SE PYAR BHI KARTE HO.
Isliye jaldbazi me iska faishla lene se pahle focus karna jo maine kaha hai.
9:- Kuch bhi badhakar mat bolna
Jise bhi ap lifepartner ke liye pasand kiye ho. Usko ho sake utna sach hi batana. Impress karne ke liye, happy dekhne ke liye kuch bhi badha chadhakar bologe to iska anjam bhi thik nahi hoga.
Jaise sellery ke bare me, money ke bare me, career ko lekar jhooth. Aisa kuch bhi mat kahna. Yaad rakhna jisko bhi false bol rahe ho woh kuch hi din baad aap hi ke ghar ayenge. To tab dhire dhire sab pata hi chal jayega. Lekin iske baad anjaam thik nahi hoga.
10:- Bahut kareeb mat hona aur na hi aane dena
Aise waqt me khub man karta hai ki abhi milne jau. Kahi ghumne jau ek sath. Filme dekhu. Aise bahut kuch. Itne kareeb aa jate hai ki yeh silsila kabhi kabar bed par bhi chla jata hai. Aur jo mrg ke bad hona chahiye woh abhi ho jata hai.
Par ha savdhan rahna. Satark rahna. Duriya banakar rakhna. Apni bhan mat bhul jana.
be careful about these things between marriage and engagement
11:- Sandeh, ruthna, gussa karna yeh sab abhi nhi
Ho sakta hai isi bich dono me se kisi ne bhul ki ho. To mafi turant mang le. Aur samne wala maaf bhi kar de. Yu isi bat ko lekar ruthna aur gussa karna to bilkul jayas nhi hai.
Abhi se hi agar aise karoge to humsafar ko apke sath puri zindagi bitane me taqlif hogi. Isse impression bhi kharab padega uske samne.
So friends .Ummid karte hai apko hamari yeh article pasand ayi hogi. To isko please jyada se jyada share karna. Taki sabko help mil sake. Dimag me koi bhi ques ho to mujhse yaha Comment karke jarur puchhna. Ok bye . Thank you.
Tags:
Marriage Tips