Hi Dosto. Ap sab kaise ho. Ummid krta hu better honge .So bhaiyo aur baheno. Filhal ajka jo topic hai woh bada hi majedar hai. Sach me apko bahut knowledge milega isse. Isme hum batayenge Shadi Ke Baad Jeevan Sukhi Banane ke Top Famous Upay . Jo ki abhi tak kisi ne sahi tarike se nahi bataya hoga .
Dekhiye shaadi bahut badi cheez hai jo kisi ke saath nahi kiya Ja sakta . sirf ek person ke sath hi ho sakta hai. shadi karne se pehle To Hame bahut kuch karna padta hai lekin uske baad kya karna Hota Hai wo kisi ko pata nahi hota hai. Kyunki sab kuch Halat aur situation ke upar depend Hota Hai.
Shadi karna to bahut Aasan hai lekin usko Nibha Na Itna hi Zyada Mushkil Hai. Main aapko bahut sari process bataunga aur kuch step Aisa bataunga Jise aap aur aapke husband aur wife Dono ka Zindagi khushiyon se Bhara Jayega.
Ek Ladki Ki Maa Baap uska marriage hone se pehle usko sab kuch Sikha deti hai ki Aage jaake kya karna hai. apne Pati ke sath Kaise Rehna hai. usko Kaise Prem karna hai . uske baare mein lekin Wahan Ja Kar Wo sab kuch nahi ho pata hai jo hum sochte hain.
kyu nahi hota hai iska bahut saare reason Hai. jaise ki Apne hisab se father in law and mother in law na pana. jo sochte hain woh nahi hota hai aur iska Karan Hum apne husband ko jyada pyar nahi de Pate aur Agar Hum Hai Apne partner ko Prem Na De Tu usse Mohabbat Ki Umeed kaise laga sakte hain.
is topic Mein Neeche Mein Jo Baatein bata raha hoon usko karne ke baad dekhna aapka partner aap se bahut jyada pyar Jarur Karega aur Hamesha aap happy Rahoge.
kapal ki shadi nayi hai, unhe ek-doosre se bahut ummeede hain. shadi karne ke baad ka samay ek doosre ko achchhee tarah se pahachaanne ka hota hai. in samayon mein yadi ek-doosare ke liye paryaapt samay nahin hai, ..
To galataphahami aur rishte kharab ho sakate hain. halanki, ye sambhaavanae love marriage ki tulna mein Arrange marriage mein jyaada rahti hain., pati-patni ko kuchh baaton ka vishesh dhyaan rakhna chaahie.
Agar shaadi ke shuruaati varsho ke dauran in baaton ko dhyaan mein rakha jae to jeevan khushal aur adhik sukhad bana rahta hai. jeevanasaathi hone ke naate, aapako ek-dusre ka achchha dost banne ki bhee zaroorat hai.
Ek doosre ki naapasand ke baare mein jaane. aajakal, shaadi se pahle bhi in baaton ko jaana ja sakta hai, lekin jaise-jaise paristhitiyaan badalti hain, unke saath rahna ek doosre ke dost banne ke lie aage badhna chaahie.
Pati patnee ko ek doosre ki mool prakrti ko aasaanee se swikaar karna chaahie. apane saathi kee bhaavanao ka khyaal rakhe. rishte ki majbooti ke lie svaabhaavikta jaroori hai. rishte ki shuruaat mein apane saathee ki har apeksha ko poora karna aavashyak hai, lekin filmo mein shaadee ki ummeed se bachne ke liye bhi aavashyak hai.
Vaastavik jeevan mein atyadhik aur hamesha khushhaal sthitiyaan maujud nahi hote hain. isliye shuruaati samay mein bahut adhik apekshae na rakhe. partnar ke mood, body language ko samajhen. yadi aap apne saathi se ummeed karte hain ki woh aapko samajhega, to aapko uske apeksha bhi samajhanee chaahiye. partner ke shaanti mein chhipi baaton ko samajhe.
So hum ummid karte hai ki puri jankari mil gayi hogi. Very simple hai. Magar hai sab tips bada hi damdar. So friends agar yeh article sabhi ko pasand aye to please isko jitna ho sake social media me share kare. Taki har insan iska fayda utha sake.

- if you have had a new marriage then these things are very important for you to know
New Shadi Ke Baad Jeevan Ko Sukhi Banane Ke Upay
Ek Ladki Ki Maa Baap uska marriage hone se pehle usko sab kuch Sikha deti hai ki Aage jaake kya karna hai. apne Pati ke sath Kaise Rehna hai. usko Kaise Prem karna hai . uske baare mein lekin Wahan Ja Kar Wo sab kuch nahi ho pata hai jo hum sochte hain.
kyu nahi hota hai iska bahut saare reason Hai. jaise ki Apne hisab se father in law and mother in law na pana. jo sochte hain woh nahi hota hai aur iska Karan Hum apne husband ko jyada pyar nahi de Pate aur Agar Hum Hai Apne partner ko Prem Na De Tu usse Mohabbat Ki Umeed kaise laga sakte hain.
is topic Mein Neeche Mein Jo Baatein bata raha hoon usko karne ke baad dekhna aapka partner aap se bahut jyada pyar Jarur Karega aur Hamesha aap happy Rahoge.
Sukhi Vaivahik Jeevan ke Upay in Hindi
OUR SHORT EXPLAIN -
dampatya jivan me sukh shanti ke upay
- Sasural ko apna hi ghar samjhe
- Partner ko khush rakhe
- Sasural walon ko apne hi family ka tarah respect de.
- Pati ke mom ko MA. aur father ko PAPA jo bhi ho bulaye.
- Sathi se khub prem kre.
- Sathi ka haat kabhi na chhodne ka vachan kare.
- Ekduje ko help kare.
- Musibat ke dauran partner ke sath khade rahe.
- Achha achha recipe banakar sabka dil jeet le.
- Husband/wife ke sath pure din me hone wala sari baatein share kare.
- Age ki planning kare.
- Honeymoon jana bhi jaruri hai.
- Ek dusre ki mang puri kare.
- RAT KO HO SAKE UTNA ENJOY KARE 😂❤️
- sarir sukh jo hota hai woh enjoyment baby/sona ko sath milkar kare.
- Third person se jyada priority partner ko hi dena.
- Ek duje ki har batein sune.
- Jhooth ka sahara kabhi mat lena.
Pati Patni Sukhi Kaise Rahe
kapal ki shadi nayi hai, unhe ek-doosre se bahut ummeede hain. shadi karne ke baad ka samay ek doosre ko achchhee tarah se pahachaanne ka hota hai. in samayon mein yadi ek-doosare ke liye paryaapt samay nahin hai, ..
To galataphahami aur rishte kharab ho sakate hain. halanki, ye sambhaavanae love marriage ki tulna mein Arrange marriage mein jyaada rahti hain., pati-patni ko kuchh baaton ka vishesh dhyaan rakhna chaahie.
Agar shaadi ke shuruaati varsho ke dauran in baaton ko dhyaan mein rakha jae to jeevan khushal aur adhik sukhad bana rahta hai. jeevanasaathi hone ke naate, aapako ek-dusre ka achchha dost banne ki bhee zaroorat hai.
Vaivahik Jeevan Ko Sahi Karne Ka Upay
Ek doosre ki naapasand ke baare mein jaane. aajakal, shaadi se pahle bhi in baaton ko jaana ja sakta hai, lekin jaise-jaise paristhitiyaan badalti hain, unke saath rahna ek doosre ke dost banne ke lie aage badhna chaahie.
Pati patnee ko ek doosre ki mool prakrti ko aasaanee se swikaar karna chaahie. apane saathi kee bhaavanao ka khyaal rakhe. rishte ki majbooti ke lie svaabhaavikta jaroori hai. rishte ki shuruaat mein apane saathee ki har apeksha ko poora karna aavashyak hai, lekin filmo mein shaadee ki ummeed se bachne ke liye bhi aavashyak hai.
Mantra for Dampatya Safal Jeevan
Vaastavik jeevan mein atyadhik aur hamesha khushhaal sthitiyaan maujud nahi hote hain. isliye shuruaati samay mein bahut adhik apekshae na rakhe. partnar ke mood, body language ko samajhen. yadi aap apne saathi se ummeed karte hain ki woh aapko samajhega, to aapko uske apeksha bhi samajhanee chaahiye. partner ke shaanti mein chhipi baaton ko samajhe.
So hum ummid karte hai ki puri jankari mil gayi hogi. Very simple hai. Magar hai sab tips bada hi damdar. So friends agar yeh article sabhi ko pasand aye to please isko jitna ho sake social media me share kare. Taki har insan iska fayda utha sake.
Tags:
Marriage Tips