So dosto. Aaj 21 june hai. Kya apko pata hai ajke din ki kya bisesta hai?. Sayad ap soch me pad gaye honge. Lekin haqikat yeh hai ki today World Music Day hai. Yes bhaiyo aur baheno. Yeh to gana sunte ho ap log. Videos me music se enjoy karte ho so yehi music ka janam tithi hai. Puri jankari pane ke liye is post ko last tak jarur padhe.
Duniya me aisi sirf ek hi cheez hai jisko sunne se hume bahut khushi milti hai. Aur sachchai to yehi hai. Chahe ap mano ya na mano. Sangit ke bina duniya me sab kuch bekar hai. Sangit jaha nahi waha kuch bhi nahi. Music hamare dilo dimag ko refresh karne me madad karta hai .
Sach me jeevan ko romantic banane ke liye sangit ka ek khas mahatwa hai. Sabse pahle kya kisi ko maloom hai ki is din ki ujavni kis rastro ne ki thi?. To chaliye hum batate hai.
FRANCE me sabse pahle is din ko 1982 ko manaya gaya tha.jisme france ke kuch mukhya adhikari, samet bahut sare waha ke nagarik is din ko bade dhoom dham se enjoy kiya tha.
France ke mashoor sangitkar JOEL KOYEN ne is day ko WORLD MUSIC DAY se sambidhit kiya. Iske bad se puri dunia ko iske bare me jankari mili. Aur har ek country is day ko manane lage.
vishvastareey jalsa ban gaya hai 🎧🎵🎶🎷
ab music chompaitition duniya ke 32 se adhik desho mein aayojit kiya jaata hai. vibhinno desho ke sangeetakaro ne apane sangeet vaadyayantr aur samrddh sangeet ke saath raat bhar apane karyakram pesh kartai hai.
is avsar par, vibhinna desho ke safal aur prasiddh sangeetkaro ne paarkon, sangrahaalayon, tren steshanon aur saarvajanik sthaanon par logon ke lie gaane Sunate hai.. ve iske badle mein paise sveekar nahi karte hain. ve janta aur sangeet ke beech pul ka kaam karate hain.
shaanti aur shrey ka prasaar
ab yah gatividhi bhaarat mein arjenteena, inglaind, lakzamabarg, jarmanee, cheen, lebanaan, kosta rika ke alaava aayojit kee jaatee hai. sangeetakaar is jalase ke maadhyam se pooree duniya mein shaanti phailaana chaahate hain.
So dosto. Apko hamari yeh post kaisi lagi?. Hume please Comment karke jarur batana. Aur agar apko isse koi bhi knowledge mile to isko jitna ho sake utna social media me share kar dena.

World Music Day 2019

Happy International Music Day 2019

Tags:
Festival Season