Mera naam sareena hai ye meri pehli post hai or umid krti hu ki ye aap sabhi ko pasand aayegi .to hum baat krne ja rhe hai Important topic ke bare me Kya Hote Hai Rishtey or isme har chij ko leke swarth kyu panapta hai or kase aayiye jaante hai hum in chhoti chhoti baato ko jaanke ..
*Rishtey Ka Arth
Iska matlb bhale hi hume na pta ho par fir bhi hum is naam ko leakar apne sath chalte h. Kya hote h yeh? Kyu hum inpar apni jaan chidhkte h. Kya vakayi mai yah sachche hote hai?.
*Rishtey ke mayne
Mera manna bilkul ulta h isme kyuki agr aaj ke samay mein agr har koi swarthi h to vaha relation kese ban sakte h.. vo baat alag h ki hum aankh band karke khud bhidh ke sath hi aage badh jaate hai.
*Isme sab apne bare me kyu sochte hai
Sahi mayne mein iske matlb se chalte h.. jaha insaan ka kaam nikla nahi bus waha use esa lagta h ki ab dubara muje iski jarurt nahi padegi. Agr dekha jaye to mom dad ko chhodkar sab apni apni swarth dhundte hai. Vo apne bacho ko isi umeed se badha karte h or unpar kharcha karte h..ki taaki future mein vo unhe sahara de...
*Kaun hote hai apne
dekha jaaye to asal mai to family ko chhodkar koi apne nhi hote hai....yeh pese se chalaye gye buisness nahi h..isko dil se hone chahiye.. parantu esa nahi h insaan ne khud in chijo ko banaya bhi h or bigadha bhi h... shayad isiliye kehte h na apno se ache to begaane hote h.
*Apni jimmedari ko samajhna bhi jaruri hai
Kahi na kahi insaan khud hi jimmedar hota h in sab bato ke liye par vo kabhi suvikaar nahi karta.. agr insaan khud ki galtiyo ko suvikaar kar le to kabhi bhi swarthi nhi ho payege ...mere khayal se nahi..kyuki ye sab insaan ke hath mai hi h..
*Galti aapse ho to ap jhuko
Isko hum khud banate or bighadhte h.pta h..agr thoda sa khud ko jhuka le to na jane kitne sambandh bigdhne se bach sakte h..par nahi esa nahi karte h..kyu ? Kya esa karne se humari self respect kam ho jayegi...ya fir log kya sochege.
*Isko lekar logo ki dharna
Aaj ke samye mai agr hum padh likhkar bhi esi hi bate kare to shyad humse badha morkh koi ni hoga.par aaj ke samye ka ek sach ye bhi h ki padhe likhe log hi esa jyada karte h..kyuki jis tarah insaan khud ko aage badhne ki hodh mein aage badhte ja rahe h usi prakar usme ye bhawna utpann hoti ja rhi hai ki usse acha koi nahi.
*Bhavnaye hanikarak bhi sabit ho sakta hai
Or yahi bhavna insaan ko uske aane vale palo ke liye bohut hanikarak hoti h.ye baat manushye nahi janta ya fir ye kahe ki jante hue bhi anjaan banta h.ye sab karke kya sach mai manushye jo pana chahta h vo pa leta?.
nahi paata..fir is ke naam par insaan kya kuch nahi karta.
*Zindagi ke liye relationship anmol
kehte h jindgi anmol h ise hume sahi dhang se jina cahiye.kabhi kisi ko dukh nahi dena chahiye par kya manushye in sabhi baato par amal karta h?.nahi hum esa nahi karte hain.
*Jab isko nibhane pade majburi me...
Kabhi kabhi hume Bandhan majburi mein bhi nibhane padhte h. na chaha kar bhi hume un cheezo ko nibhana padhta h kyu??. kya humne jivan mai koi galti ki h jiska bhugtaan hume is tarah dena padhta h.
*Iska sahi name....??
Ye bhi sach h ki jise hum ristey ka naam dekar aage badhte jate h. vo asal mai kabhi yeh hota hi nahi h. vo koi bhi ho sakta h ek pita ka apne bete se. ek maa ka apne bacho se. ek behan ka apne bhai ke liye. ya fir apne jivnsathi ya ek dost ka dusre dost ke liye bhi ho sakta h.
*Relation ke bina age badh pana hai muskil....
Ha rista kesa bhi or kahi bhi ho sakta h. kehne ko to jindgi bahut badi hain par. or ye bhi kaha jata h ki bina in ke aage nahi badh sakte h. par kya esa sach mai h.niyety persent esa hota h. jindgi bitane ke liye hume koi na koi chahiye. jese ek husband and wife. shuru mai use mata pita ka piyar milta. bhai behno ka pyar milta h. fir shadhi hone ke baad pati ka. sath....saas sasur ka pyar..to hum is najriye se dekhe to ha vakai mai hum kisi ke sath ke bina aage nahi badh sakte.
*Hamari nazriya.......
par kya jab sath dene vala ya rehne vala hi humse dur jane lage tab bhi kya humari yahi soch rehti h. nahii tab hume bus yahi dikhta h ki hume bhi ab matlbi bun jana chahiye. oro ki tarah. vahi se ye samjh aane lagta h. ki bhale hi muh par apne hi kyu na ho kitni bhi tarif kare par unke man mai humesha khatas hi rehti h.
*Rishto ko lekar khud ko jimmedar thahrana
Pata h dosto hum kabhi kabhi khud ko kosne lagte h. or kitni baar hum hi maafi bhi bhi magte h. par jab hum jyada jhukne lagte h to samne vale ko humari aadat ho jati h. or vo insaan hume shyad samjhta hi nahi jarurt se jyada hi samjhne lagta h....
**Rishta ko lekar sapne aur ummid ka bandhna....
Hum jab bar bar ye kehte h ki hume koi nahi samjhta.to pta h asliyat mai hume adat ho jati h hum umeede jyada karne lagte h. jo ki hume bilkul nahi karni chahiye. jab hum umeed karte h to humari umide jyada badhne lagti h. or fir humari baat koi mane na to hume bora lagne lagta h. isliye fir hum rishto ko samjhne mein galti karte h. tabhi ye baat aa jati h ki rishte hote hi nahi ya fir ye kahe ki naam ke hote h.....
*In post last sujhav
Zindgi mai agr kuch karna hai to rishte ke gungaan na gakar hume har us insaan ki madad karni chahiye jise pareshani ho.ab hi hum is bandhan konibha sakte h.balki hum khud us pyare ristey ko janm dete h.......
Written by :- sareena
So guys. Apko sareena ji ke likhe huye post kaisi lagi?. Hume comment karke jarur batana. Man me koi sawal ho to yeh bhi puchhna. Meri kosish hogi apko jald se jald reply dene ki. Yadi kisi ki hamare website par article likhne hai to humse contact us page se sampark kare. Thank you. Bye.

Rishtey Ka Matlab

What Is Relationship | Meaning in Hindi

Relation Ko Lekar Hamari Soch

Tags:
relationship