Dosto Aaj Mein Jo Baat Wala Hoon Woh hai tattoo banane ka bahut sara Tarika aur aap ko bataunga ki tattoo banwane se pahle aap ko kya kya dhyan Rakhna chahiye Taki Aage jaake aapko kabhi bhi pareshani ka samna Na Karna pade.
aajkal Har Koi tattoo Apne haath par, gardan par ,sharir Par banwate hai. Bollywood Se Lekar Hollywood ke sitaro Tak , sab log isme samil hai hero Se Lekar heroine Tak sab ke sab . so Agar aapko isko banwane ka shok hai to please Mere is post ko last Tak zarur padhe... aapko Yahan Par kuch Jankari milegi Jo bilkul unique Hogi aur aapko bahut faydemand sabit Honge.
Agar aap isko seriously banana Chahte Hain To aapko Ek Aisi KARIGAR Dhundna hoga jo acche se design Kar paye. pura aapke body Ka khayal rakhte achi Tarah Se uska design kare.
Aur ek baat Jo Sabhi Ko Main Kehna chahata hoo ki aisa designer dhunde jiska sui alag alag person ke liye alag alag istemal hota hai... Kyuki Kyunki 1 person Ko Jab Wo Kisi Se design karta hai aur wo Doosre person ko Usi sui se design karta hai Tu Issw bimari hone ka khatra rehta hai.
Sabse pehle Prasna hai ki ap apne aap se puchiye ki aap ko tattoo ki kyu jarurat hai.... agar iska answer aapko Mil Jaye to main aapko Ek khaas Baat Kehna Chahta Hoon Ki tattoo banwana to bahut Aasan kaam Hai Magar isko meetana itna hi Zyada Mushkil iske liye Soch Samajh Kar aap Aisi designer ka choice Kare Ki Taki future mein koi problem na ho aur usse hatane ki nobate Bhi Na aye...
Dosto agar aap koi bhi cheez karne Jaoge to aapko thoda dukh to uthana hi Padega matlab agar aap tattoo banwane ke baare mein soch rahe ho to aap ke andar sahanshakti honi chahiye Kyunki Jab aap isko banwaoge To Thodi Si jalan Hogi jahan Par bhi isko banwa ke wahan par thoda dard Hoga so pehle se nirdharit karle ki aap ke andar wo hai ya nahi ?.
So Dosto ab finally wo question Hamare Samne Aa chuka hai ki Jab Hum usko Banane Jayenge tab konsi design banayenge ????. Apne haathon par ya phir body par to iske liye aap thoda research kar le Aap Ko Kya Chahiye.. konsa aakriti chahiye .. sab kuch pehle pata kar le aur jab designer ke paas Jaoge to uske sath achi Tarah se baat karle ki mujhe aisa hi chahiye..
Dosto aapke man mein agar usko Banane Ka khayal aapke friend ko dekhne ke baad hua hai to aap Hamesha is baat ka khayal rakhna ki aap ka friend jaisa design jo Hai vaisa hi akriti aap apne body par mat banana. essay aap ki image choti hogi uske Samne. so main recommended Karunga ki Wohi aakriti chune Jo ekdum unique Ho.
upar ka process Karne Se pehle Aap Ko is Baat Ka dhyan Rakhna Hoga Ki Jo design banane ke baare mein aap soch rahe ho wo Kaha banwaoge. Kyunki agar aap chhotisi Galti bhi Karoge To aap ke aankh Se Pani bhi nikal Jayega Tobhy aap bahut pachtaoge. Isliye Soch Samajh Kar hi kadam uthana.
Aapne to Soch liya ki mujhe aisa aakriti Mere hathon par Banana hai. Magar isko aazmane Se pehle Aap dhyan Rakhna ki design Aap Ke haathon par thik baithega ya nahi. Agar nahi baithega to aap isko mat banao .Agar thik se beth jata hai to aap isko banwa sakte ho.
Dosto Kya aapko pata hai ki Har EK design ka alag alag keemat Hote hai. So isliye mai just karunga ki aap Jab isko banwane Jaoge to sabse pehle iska price iska rate kya hai wo Sab Jaan Lijiye. uske baad Hi Aage badhiye. Kyunki agar aap bhool Kar ek baar isko banwa liya aur uska keemat bahut zyada Hua to problem aapko hi ho sakti hai.😋

Tattoo Banwane Se Pahle Kya Dhyan Me Rakhe

Aapko iski kyu zaroorat Hai
Sabse pehle Prasna hai ki ap apne aap se puchiye ki aap ko tattoo ki kyu jarurat hai.... agar iska answer aapko Mil Jaye to main aapko Ek khaas Baat Kehna Chahta Hoon Ki tattoo banwana to bahut Aasan kaam Hai Magar isko meetana itna hi Zyada Mushkil iske liye Soch Samajh Kar aap Aisi designer ka choice Kare Ki Taki future mein koi problem na ho aur usse hatane ki nobate Bhi Na aye...
Aap ke andar sahanshakti honi chahiye
Dosto agar aap koi bhi cheez karne Jaoge to aapko thoda dukh to uthana hi Padega matlab agar aap tattoo banwane ke baare mein soch rahe ho to aap ke andar sahanshakti honi chahiye Kyunki Jab aap isko banwaoge To Thodi Si jalan Hogi jahan Par bhi isko banwa ke wahan par thoda dard Hoga so pehle se nirdharit karle ki aap ke andar wo hai ya nahi ?.
Design Kaise chune
So Dosto ab finally wo question Hamare Samne Aa chuka hai ki Jab Hum usko Banane Jayenge tab konsi design banayenge ????. Apne haathon par ya phir body par to iske liye aap thoda research kar le Aap Ko Kya Chahiye.. konsa aakriti chahiye .. sab kuch pehle pata kar le aur jab designer ke paas Jaoge to uske sath achi Tarah se baat karle ki mujhe aisa hi chahiye..
Kisi Ki aakriti nakal Karne Ki koshish Na Kare
Dosto aapke man mein agar usko Banane Ka khayal aapke friend ko dekhne ke baad hua hai to aap Hamesha is baat ka khayal rakhna ki aap ka friend jaisa design jo Hai vaisa hi akriti aap apne body par mat banana. essay aap ki image choti hogi uske Samne. so main recommended Karunga ki Wohi aakriti chune Jo ekdum unique Ho.
Achha designer chune
upar ka process Karne Se pehle Aap Ko is Baat Ka dhyan Rakhna Hoga Ki Jo design banane ke baare mein aap soch rahe ho wo Kaha banwaoge. Kyunki agar aap chhotisi Galti bhi Karoge To aap ke aankh Se Pani bhi nikal Jayega Tobhy aap bahut pachtaoge. Isliye Soch Samajh Kar hi kadam uthana.
Sharir Ke rang Ke hisab Se Hi design chune
Aapne to Soch liya ki mujhe aisa aakriti Mere hathon par Banana hai. Magar isko aazmane Se pehle Aap dhyan Rakhna ki design Aap Ke haathon par thik baithega ya nahi. Agar nahi baithega to aap isko mat banao .Agar thik se beth jata hai to aap isko banwa sakte ho.
Keemat ke baare mein jaana hai

Tags:
Lifestyle